albela sajan aayo ri
mora hatwar sukar aayo ri
jyot purao magal gau
man rang ish payo ri
aankhon ki gustakhiyaan maaf hon
ek tuk tumhein dekhti hain
jo baat kehna chaahe zubaan
tumse vo ye kehti hain
aankhon ki sharmohaya maaf hon
tumhein dekhke jhukti hain
uthi aankhein jo baat na keh sakin
jhuki aankhein vo kehti hain
aankhon ki gustakhiyaan maaf hon
kaajal ka ek til tumhare labhon pe laga loon
haan chanda aur suraj ki nazron se tumko bacha loon
palkhon ki chilman mein aao main tumko chhupa loon
khayaalon ki ye shokhiyaan maaf hon
har dam tumhein sochti hain
jab hosh mein hota hai jahan madhosh ye krti hain
aankhon ki sharmohaya maaf hon
ye zindagi aapki hi amaanat rahegi
dil mein sada aapki hi mohabbat rahegi
in saanson ko aapki hi zaroorat rahegi
is dil ki naadaniyaan maaf hon
ye mere kahan sunti hain
ye pal pal jo hote hain bepal
sanam to sapne naye bunti hain
aankhon ki gustakhiyaan maaf hon
bejaan dil ko
tere ishq ne zinda kiya
phir tere ishq ne hi
is dil ko tabah kiya
tadap tadap ke is dil se
aah nikalti rahi
mujko saza di pyar ki
aisa kya gunah kiya
to lut gaye haan lut gaye
to lut gaye hum teri mohabbat mein
ajab hai ishq yara
pal do pal ki khushiyan
gham ke khazaane milte hain
phir militi hai tanhaiyaan
kabhi ansoo kabhi aahein
kabhi shikway kabhi naalein
tera chehra nazar aaye
tera chehra nazar aaye
mujhe din ke ujalo mein
teri yaadein tadpaye
teri yaadein tadpaye
raato ke andhero mein
tera chehra nazar aaye
machal machal ke is dil se
aah nikalti rahi
mujhko saza di pyar ki
aisa kya gunah kiya
to lut gaye haan lut gaye
to lut gaye hum teri mohabbat mein
agar miley khuda to
poochoonga khudaya
jism mujhe de ke mitti ka
sheshe sa dil kyoon banaya
aur us pe diya fitrat
ke woh karta hai muhabbat
wah re wah teri kudrat
wah re wah teri kudrat
us pe de diya kismat
kabhi hai milan kabhi furqat
kabhi hai milan kabhi furqat
hai yahi kya woh muhabbat
wah re wah teri kudrat
sisak sisak ki is dil se
aah nikalti rahi
mujhko saza di pyar ki
aisa kya gunah kiya
to lut gaye haan lut gaye
to lut gaye hum teri mohabbat mein
tadap tadap ke is dil se
aah nikalti rahi
mujhko saza di pyar ki
aisa kya gunah kiya
to lut gaye haan lut gaye
to lut gaye hum teri mohabbat mein
hum dil de chuke sanam tere ho gaye hain hum
teri kasam
ye duniya kare sitam tujh pe mitenge hum
teri kasam
umeedein tumhi se hain mere sanam
thama hai tumhara hi ye daman
bhoolenge na kabhie hum tumhe sanam
teri yaadon ke saaye mein guzaregi ye zindagi
us khuda ke baad toh pooja hogi bas teri
chahe jo maang lo sab tumhara hai
hum dil de chuke sanam tere ho gaye hain hum
teri kasam
~0~